Bhojan Mantra



  • Title: Bhojan Mantra
  • Genre: Mantra
  • Language: Sanskrit
  • Length: 1:50 minutes (1.27 MB)
  • Format: MP3 Stereo 44kHz 96Kbps (CBR)

अन्न ग्रहण करने से पहले विचार मन में करना है
किस हेतु से इस शरीर का रक्षण पोषण करना है
हे परमेश्वर एक प्रार्थना नित्य तुम्हारे चरणो में
लग जाये तन मन धन मेरा विश्व धर्म की सेवा में

ॐ ब्रह्मार्पणं ब्रह्मा हविर्ब्रह्माग्नौ ब्रह्मणाहुतं
ब्रह्मैव तेना गन्तव्यंब्रह्म कर्म समाधिना

ॐ सहनाववतुसहनौ भुनक्तु
सहवीर्यं करवावहैतेजस्विनावधीतमस्तुमा विद्विषा वहै
ॐ शान्तिः शान्तिः शान्तिः

English Transliteration:
anna grahaṇa karane se pahale vicāra mana meṅ karanā hai
kisa hetu se isa śarīra kā rakṣaṇa poṣaṇa karanā hai
he parameśvara eka prārthanā nitya tumhāre caraṇo meṅ
laga jāye tana mana dhana merā viśva dharma kī sevā meṅ

brahmārpaṇaṁ brahmā havir brahmāgnau brahmaṇāhutaṁ
brahmaiva tenā gantavyaṁ brahma karma samādhinā

om sahanāvavatusahanau bhunaktu
sahavīryaṁ karavāvahai tejasvināvadhītamastu mā vidviṣā vahai
om śāntiḥ śāntiḥ śāntiḥ


All students very important

Life is beautiful and respected gaarjan

Khup chan aahe

Very important for student to foolw

Very well

Mai bahut kush is mantra ko padkar kyoki iski talas bahut dino se kr rha to jo ki mujhe mil gya Thanks.....dhanyavaad

bhojan mantra sabhi ko khane se pahle smaran karna chahiye

Mobtra

india

mujhe site btAye kaha se download kare bhojan mantra, prarthna, vande mataram au sare gana jo wha gaye jate h

this is very useful all schools in india....................

Bojan mantra Is Nice For a man

sir plz upload Namaste sada vatsale matrubhume geethe

aap googlr me rss parthana click kare down load ho jayega
.
.
JAI SRI RAM

kuch aur mantra bheje

is mantra se man ko shanti milti hai, mein sabhi manbhawon se prathna karta hun ki aage bhi is prakar ke mantra ko preshit karen.

Thanks.

Thankyou for uploading such a spiritual Hindu Vaidik Mantra.
Aapko lakh - lakh Dhanyawad.

aachary ji ye bhojan mantra slok me abhi bhi bhojan karne se pgle krta hu... ye aaj se 9 saal phle mere vidhaly Sarswati sishu vidha mandr ka he..dehradun

Itne mhtavpurn mantr ke do praroop uplabdh krane ke liye Dhanyavad.

Dhanyavad
Bhartiya sanskrti ki garima ko banaye rakhne ka liye kiye gaye sarthak pryaso ke liye ....

aapka kary sahraniye v vandniye h

jb me chota tha tab humare vidhyalay(school) me bhojan krne se pehle is mantra ka uccharan krwaya jata tha.muje aj bhi ye mantra yad h.

ys in my school also... Saraswati shishu mandir and Saraswati vidya mandir

tab to jarur aap saraswati shishu vidya madir ke chatra rahe honge..

मुझे बहुत खुशी है कि हिन्दी सभय्ता अभी भी लोगो के दिल मेँ जिन्दा हैँ।

ॐ हिन्दी हिन्दु हिन्दुस्तान ॐ

the first shloka is as below...
यन्तुनदयो वर्षन्तु पर्जन्यः
सुपिप्पला ओषधयो भवन्तु
अन्नवतां ओदनवतां मामिक्षवतां
एषाम् राजा भूयासं
ओदनमुद्ब्रुवते परमेष्ठिवा एषः यदोदनः
परमामेवैनं श्रीयं गमयति
मा भ्राताभ्रातरन्द्विक्शन् मा स्वसारमुतस्वसा
सम्यञ्च सव्रता भूत्वा वाचम् वदत भद्रया

Thanks, main kab se ye mantra dhudh raha Hu nahi mil Ra tha thanks again

Please give me hindi translation of the shlok given above.

I can't help but to my ears the downloaded mp3-file and the offered text do not match

jai guru dev
piush

RSS rastwadi deshbhakt sangathan hai mai bhi isi sangathan ka swamsavak hu is side may sangthan kay gito ka accha sankalan hai aaj bhartiy sanskriti ko bachaney hatu mantro ka uchharn aatmik santi data hai

Post new comment

The content of this field is kept private and will not be shown publicly.
  • Lines and paragraphs break automatically.

More information about formatting options