The song in its original script, with the Roman reading beside it.
अरे साधक साधना करप्रबल झंझा के थपेड़ों से निरंतर तू लड़े जायदि न देता साथ कोई तू अकेला ही बढ़े जाआज अपने पंथ का बस तू स्वयं निर्माण करनाक्यों पतन की ओर जाता सीख ले उत्थान करलक्ष्य तेरे पास हो या दूर बस तू साधना करअरे साधक साधना कर
Are sadhak sadhna karPrabal jhanjha ke thaperon se nirantar tu lade jaYadi na deta saath koi tu akela hi badhe jaAaj apne panth ka bas tu swayam nirman karnaKyon patan ki or jata seekh le utthaan karLakshya tere pas ho ya dur bas tu sadhna karAre sadhak sadhna kar
चूमता था चरण वैभव भूलता है आज क्यों तूमुग्ध नव जग-कल्पना में भलता है आज क्यों तूज्ञान हमने ही दिया था ज्ञान का भण्डार भारतआज के इस विश्व का भी है अमर आधार भारतआज भी सामर्थ्य तुझमें मत किसी से याचना कर।अरे साधक साधना कर
Chumta tha charan vaibhav bhulta hai aaj kyon tuMugdh nav jag-kalpna mein bhalta hai aaj kyon tuGyan hamne hi diya tha gyan ka bhandar bharatAaj ke is vishv ka bhi hai amar aadhar bharatAaj bhi samarthya tujhmen mat kisi se yachna kar.Are sadhak sadhna kar
राष्ट्र ही सर्वस्व तेरे राष्ट्र ही है प्राण तेराआज तिज तिल-तिल मिटाकर राष्ट्र का निर्माण कर तूभग्न वीणा के स्वरों में आज मीठी तान भर तूराष्ट्र मन्दिर के पुजारी राष्ट्र की आराधना करअरे साधक साधना कर
Rashtr hi sarvesv tere rashtr hi hai pran teraAaj tij til-til mitakar rashtr ka nirman kar tuBhagn veena ke svaron mein aaj meethi tan bhar tuRashtr mandir ke pujari rashtr ki aradhna karAre sadhak sadhna kar
Spotted a mistake in these lyrics? Suggest a correction