Ek Saath Ucchar Kare एक साथ उच्चार करे

HindiHinduism5:13

Download MP3, 5.0 MB

The song in its original script, with the Roman reading beside it.

Original, Hindi

एक साथ उच्चार करे, हम ऐसा व्यवहार करेएक मन्त्र का घोष करे, कृण्वन्तो विश्वमार्यम ॥

आज नही प्राचीन समय से, मन्त्र हमारा साथीदुर दुर तक फैलायी थी, आर्य धर्म की ख्यातीकाल चक्र जब घूम पडा तब, लक्ष्य हुआ था ओझलजाग उठी है दृष्ठि हमारी, रही नही अब ओझलदिव्य दृश्य सन्देश स्मरे, हम ऐसा व्यवहार करेएक मन्त्र का घोष करे, कृण्वन्तो विश्वमार्यम ॥

वेद और उपनिषद सिखाते, क्या कर्तव्य हमाराराम कथा गीता सिखलाती, जो गन्तव्य हमारामिले विश्व मे दुर दुर तक, संस्कृति के बिखरे अवशेषकरते प्रेरित करो पुन: तुम बिखरित जागृति के सन्देशपूजन से अवकाश भरे, हम ऐसा व्यवहार करेएक मन्त्र का घोष करे, कृण्वन्तो विश्वमार्यम ॥

अखिल विश्व मे एक बार फिर उन्नत ध्वज भगवा डोलेअखिल विश्व मे एक बार फिर आर्य धर्म की जय बोलेवेदों के अनुशीलन से हम अविष्कार नित नये करेदुनिया का मानव भारत का आराधन और नमन करेजग अपना उद्धार करे, हम ऐसा व्यवहार करेएक मन्त्र का घोष करे, कृण्वन्तो विश्वमार्यम ॥

Roman reading

Krinvanto Vishwamaaryam

ek saath ucchaar kare, ham aisaa vyavahaar kareek mantra kaa ghosh kare, krinvanto vishwamaaryam

aaj nahii praachiin samay se, mantra hamaaraa saathiiduur duur takphailaayii thii, aarya dharm kii khyaatiikaal chakra jab ghoom padaa tab, lakshya huaa thaa ojhaljaag utii hai drushti hamaarii, rahii nahii ab ojhaldivya drishya sandesh smare, ham aisaaa vyavahaar kareek mantra kaa ghosh kare, krinvanto vishwamaaryam

ved aur upanishad sikhaate, kyaa kartavya hamaaraaraam kathaa giitaa sikhalaatii, jo gantavya hamaaraamile vishwa me duur duur tak, smaskriti ke bikhare avasheshkarate prerita karo punah tuma bikharita jaagriti ke sandeshpuujan se avakaash bhare, ham aisaa vyavahaar kareek mantra kaa ghosh kare, krinvanto vishwamaaryam

akhila vishwa me ek baar phir unnat dhwaj bhagwaa doleakhila vishwa me ek baar phir aarya dharma ki jay bolevedon ke anushiilan se ham avishkaar nit naye kareduniyaa kaa maanav bhaarat kaa aaraadhan aur naman karejag apanaa uddhaar kare, ham aisaa vyavahaar kareek mantra kaa ghosh kare, krinvanto vishwamaaryam

Spotted a mistake in these lyrics? Suggest a correction