The song in its original script, with the Roman reading beside it.
जन-जन के मन का तर्पण हो।अग्निहोत्र हो रहा भूमि पर जीवन -आहुति का अर्पण होजन-जन के मन का तर्पण हो॥
Jan - jan ke man ka tarpan ho.Agnihotr ho raha bhumi par jeevan - ahuti ka arpanam hoJan - jan ke man ka tarpan ho.
कोटि शीर्ष धारण कर भू पर राष्ट्र-पुरुष अवतरित हुआ हैकोटि नयन की मधुर दृष्टि से रुद्र-रोष अब स्फुरित हुआ है।कोटि बाहु की प्रबल शक्ति से मातृ-भूमि का संरक्षण हो॥जन-जन के मन का तर्पण हो॥१॥
Koti sheersh dharan kar bhu par rashtra - purush avatarit hua haiKoti nayan ki madhur drishti se rudra - rosh ab sfurit hua hai.Koti bahu ki prabal shakti se matri - bhumi ka sanrakshan ho.Jan - jan ke man ka tarpan ho. 1.1
यज्ञ हो रहा राष्ट्र-त्राण का सुरभित प्रान्त का कोनायज्ञ धूम बढ़ रहा गगन में दिव्य शक्ति है जागृत होनास्वाहा-स्वधा पुण्य घोषों से राष्ट्र-पुरुष का शुभ अर्चन हो॥जन-जन के मन का तर्पण हो॥२॥
Yadnya ho raha rashtra - traan ka surabhi prant ka konaYadnya dhum badh raha gagan mein divya shakti hai jagrit honaSwaha - swadha puny ghosho se rashtra - purush ka shubh archan ho.Jan - jan ke man ka tarpan ho. 2.2
देव भूमि भारत वसुन्धरा की सेवा का प्रिय व्रत लेकरमातृ-भूमि पर मर मिटने की दिव्य भावना का बल लेकरप्रबल पराक्रम दृढ़ पौरुष से भारत माँ का आराधन हो॥जन-जन के मन का तर्पण हो॥३॥
Dev bhumi bharat vasundhra ki seva ka priy vrat lekarMatri - bhumi par mar mitne ki divya bhavna ka bal lekarPrabal parakram dridh paurush se bharat maa ka aradhna ho.Jan - jan ke man ka tarpan ho. 3.3
शुध्द प्रखरतर राष्ट्रभक्ति की लहर उठे सबकी नस-नस मेंबलिदानी भावों की आँधी उठे आज जन -जन मानस मेंशिव ताण्डव का सरगम गूँजे राष्ट्र-धर्म का परिरक्षण होजन-जन के मन का तर्पण हो॥४॥
Shuddh prakhrata rashtrabhakti ki lahar ute sabki nas - nas meinBalidani bhavon ki aandhi ute aaj jan - jan manans meinShiv tandav ka sargam gunjhe rashtra - dharm ka parirakshan hoJan - jan ke man ka tarpan ho. 4.4
Spotted a mistake in these lyrics? Suggest a correction