› Geets ›Naman Hai Isa Matribhu Ko

Naman Hai Isa Matribhu Ko नमन है इस मातृ भू को

HindiPatriotic

The song in its original script, with the Roman reading beside it.

Original, Hindi
Roman reading

नमन है इस मातृ भू को, विश्व का सिरमौर भारत ।तप-तपस्या-साधना का, शौर्य का परिणाम भारत॥ध्रु॥

Naman hai is maatr bhu ko, vishv ka sirmor bharat.Tap tapasya sadhna ka, shaury ka parinam bharat.refrain

स्वर लहरियां उठ रहीं हैं, देश तब आराधना की ।कोटि हृदयों में उठी है, चाह तेरी साधना की ।इक-इक अलौकिक पुंज-सी हो, छवि तेरी निष्काम भारत॥१॥

॥ध्रु॥ नमन है इस मातृ भू को, विश्व का सिरमौर भारत ।

Svar lahriyan uth rahin hain, desh tab aradhna ki.Koti hridyon mein uthi hai, chah teri sadhna ki.Ik-ik alauik punj-si ho, chhvi teri nishkam bharat.1

Refrain: Naman hai is maatr bhu ko, vishv ka sirmor bharat.

ऋषि-मुनि की यही धरा है, देव-गण की ये स्थली है ।त्याग-करुणा-वीरता की, यहाँ पर संस्कृति पली है ।भरत भारत, बुद्ध भारत, कृष्ण भारत, राम भारत॥२॥

॥ध्रु॥ नमन है इस मातृ भू को, विश्व का सिरमौर भारत ।

Rishi-muni ki yahi dhra hai, dev-gan ki ye sthalee hai.Tyag-krun-verta ki, yahan par sanskriti pali hai.Bharat bharat, buddh bharat, krishn bharat, ram bharat.2

Refrain: Naman hai is maatr bhu ko, vishv ka sirmor bharat.

राष्ट्र का निर्माण पोषण, बुद्धि है इसकी कहानी ।आन पर बलिदान की है, प्रेरणामय यह निशानी ।राव केशव के सपन का, तीर्थ चारों धाम भारत॥३॥

॥ध्रु॥ नमन है इस मातृ भू को, विश्व का सिरमौर भारत ।

Rashtr ka nirman poshan, buddhi hai iska kahani.Aan par balidan ki hai, prerana-may yah nishani.Raav keshav ke sapn ka, teerth charon dham bharat.3

Refrain: Naman hai is maatr bhu ko, vishv ka sirmor bharat.

संगठन का मंत्र गुंजित, शौर्यमय आनंद छाया ।हर ह्रदय को कर प्रफुल्लित, जागरण का पर्व आया ।नव उषा से अब सुगन्धित, हो उठे हर ग्राम भारत॥४॥

॥ध्रु॥ नमन है इस मातृ भू को, विश्व का सिरमौर भारत ।

Sangathan ka mantr gunjit, shaury-may anand chaya.Har hriday ko kar praphullit, jagran ka parv aya.Nav usha se ab sugandhi, ho uthe har gram bharat.4

Refrain: Naman hai is maatr bhu ko, vishv ka sirmor bharat.

नमन है इस मातृ भू को, विश्व का सिरमौर भारत ।तप-तपस्या-साधना का, शौर्य का परिणाम भारत ॥

Naman hai is maatr bhu ko, vishv ka sirmor bharat.Tap tapasya sadhna ka, shaury ka parinam bharat.

Spotted a mistake in these lyrics? Suggest a correction