› Geets ›Veer Keshav Ko Naman Hai

Veer Keshav Ko Naman Hai वीर केशव को नमन है

HindiSangh2:02

Download MP3, 1.5 MB

The song in its original script, with the Roman reading beside it.

Original, Hindi
Roman reading

वीर केशव को नमन है, पूज्य माधव को नमन॥ध्रु॥

vir keshav ko naman hai, pujya madhav ko namanrefrain

संगठन का मंत्र देकर, गर्व से जीना सिखायाहिन्दू हित में है अगर तो, गरल भी पीना सिखायाधर्मं रक्षा यज्ञ में ही, आयु का क्षण क्षण हवन है॥१॥

॥ध्रु॥ वीर केशव को नमन है, पूज्य माधव को नमन

sangathan ka mantr dekar, garv se jeena sikhayahindu hit mein hai agar to, gral bhi pina sikhayadharm raksha yagya mein hi, ayyu ka kshan-kshan havan hai 11

Refrain: vir keshav ko naman hai, pujya madhav ko naman

स्वाभिमानी वंशजों से, विश्व का निर्माण होगाधर्मं घाती शक्तियों का, शीघ्र ही अवसान होगाहम बढाए शक्ति अपनी, शत्रु का करना दमन है॥२॥

॥ध्रु॥ वीर केशव को नमन है, पूज्य माधव को नमन

swabhimani vanshjo se, vishv ka nirman hogadharm-ghati shaktiyo ka, shighr hi avsan hogaham badhae shakti apni, shatru ka karna daman hai 22

Refrain: vir keshav ko naman hai, pujya madhav ko naman

खण्ड मंडल जनपदों तक, संगठित सब टोलियाँ हो.संघ शाखा पर निरंतर, जय विजय की बोलियाँ होशक्ति से संपन्न हिन्दू, हर समस्या का शमन है॥३॥

॥ध्रु॥ वीर केशव को नमन है, पूज्य माधव को नमन

khand mandal janpdo tak, sangathit sab toliyan ho.sangh shakha par nirantar, jay vijay ki boliyan hoshakti se sampann hindu, har samshya ka shaman hai 33

Refrain: vir keshav ko naman hai, pujya madhav ko naman

Spotted a mistake in these lyrics? Suggest a correction