The song in its original script, with the Roman reading beside it.
बन्धनकारी पाश नहीं यहअरे मुक्ति का बंधन यह॥
Bandhankari pash nahi yahAre mukti ka bandhan yah.
इससे गूँथे कोटि सुमन हैंजोड़े अगणित मानव मन हैइसका एक मन्त्र पावन हैइनमें स्वर भी मन -भावन हैरक्षा का लघु सूत्र बन्धुता का है मूक।भाव का है बन्धन यह॥
Isse gunthe koti suman hainJode aghnit manav man haiIska ek mantr pavan haiInmen svar bhi man-bhavan haiRaksha ka laghu sutr bandhutas ka hai muk.Bhav ka hai bandhan yah.
अन्तर में अनुराग बढ़ाताप्राणों में प्रेरणा जगाताआत्मयज्ञ का ज्वलित अग्निकणराष्ट्र धर्म की सेवा का प्रणहै स्वराज्य के सीमा -रक्षण का।संवर्ध्दन का है साधन यह॥
Antar mein anurag badhataPrannon mein prerana jagataAtmayagya ka jvalit agnikarnRashhtr dharm ki seva ka pranHai svaraj ke sima-rakshan ka.Sarvardhn ka hai sadhan yah.
ब्रह्म ज्ञान का यह तेज प्रखर हैक्षात्र शक्ति की जय का वर हैशास्त्र-शास्त्र का इसमें ग्रन्थनप्रबल ह्रदय का सागर मन्थनकोटि भुजाओं ने धारण करकिया जननी का आराधन यह॥
Brahm gyan ka ye tej prokhar haiKshatra shakti ki jay ka var haiShastr-shastr ka ismein granthanPrabal hriday ka sagar manthanKoti bhujaon ne dharan karKiya janani ka aaradhana yah.
इसे पुजारी ने पहना हैव्रती सैनिकों का गहना हैअभय भाव से इसमें बंधकरकरें ध्वनित जननी का जय स्वरविजय लिखी जिनके ललाट मेंहै उन नर वीरों का धन यह॥
Ise pujari ne pahna haiVrati sainikon ka gehna haiAbhay bhav se ismein bandkarKren dhvnit janani ka jai svarVijay likhi jin laalaT meinHai un nar viron ka dhana yah.
Spotted a mistake in these lyrics? Suggest a correction