Ram Ji Ke Sena Chali रामजी की सेना चली

HindiHinduism4:15

Download MP3, 3.1 MB

The song in its original script, with the Roman reading beside it.

Original, Hindi
Roman reading

पापियों के नाश को ………….धर्मं के प्रकाश को ……….पापियों के नाश को, धर्मं के प्रकाश कोरामजी की सेना चली, रामजी की सेना चलीश्री रामजी की सेना चली, रामजी की सेना चली.पाप अनाचार में, घोर अन्धकार मेंएक नई ज्योति जली, एक नई ज्योति जलीश्री रामजी की सेना चली, रामजी की सेना चली.निशिचर हीन करेंगे धरती, यह प्राण है श्री राम काजब तक काम न पूरण होगा नाम नही विश्राम काउसे मिटानें चलें के जिसका मंत्र वयम रक्षाम कासमय आचाला निकट राम और रावण के संग्राम कासमय महा संग्राम कातीन लोक धन्य हैं ……......देवता प्रस्सन्न हैं ..........तीन लोक धन्य हैं, देवता प्रस्सन्न हैंआज मनोकामना फली, आज मनोकामना फलीश्री रामजी की सेना चली, रामजी की सेना चली.

Paapiyon ke naash ko ………….Dharma ke prakaash ko ……….Paapiyon ke naash ko, Dharma ke prakaash koRaamji ki sena chali, Raamji ki sena chaliShri Raamji ki sena chali, Raamji ki sena chali.Paap anaachaar mein, ghor andhakaar meinEk nayi jyoti jali, ek nayi jyoti jaliShri Raamji ki sena chali, Raamji ki sena chali.Nishichar heen karenge dharati, yeh pran hai Shri Raam kaJab tak kaam na puran hoga naam nahi vishram kaUse mitanein chalein ke jiska mantra vayam rakshaam kaSamay aachala nikat Raam aur Raavan ke sangraam kaSamay maha sangraam kaTeen lok dhanya hain ……......Devata prassanna hain ..........Teen lok dhanya hain, Devata prassanna hainAaj manokaamana phali, aaj manokaamana phaliShri Raamji ki sena chali, Raamji ki sena chali.

रामचन्द्रजी के संग लक्ष्मण कर में लेकर बाण चलेलिए विजय विश्वास ह्रदय में संग वीर हनुमान चलेसेना संग सुग्रीव, नील, नल, अंगद छाती तान चलेउसे बचाए कौन के जिसका वध कराने भगवान चलेवध कराने भगवान चलेआगे रघुनाथ हैं ……..वीर साथ साथ हैं ……….आगे रघुनाथ हैं, वीर साथ साथ हैंएक से एक बलि, एक से एक बलिश्री रामजी की सेना चली, रामजी की सेना चली.

Raamchandraji ke sang Lakshman Kar mein lekar baan chaleLiye vijaya vishwas hriday mein sang veer Hanumaan chaleSena sang Sugreev, Neel, Nal, Angad chaati taan chaleUse bachaaye kaun ke jiska vadh karane Bhagawaan chaleVadh karane Bhagawaan chaleAage Raghunaath hain ……..Veer saath saath hain ……….Aage Raghunaath hain, Veer saath saath hainEk se ek bali, Ek se ek baliShri Raamji ki sena chali, Raamji ki sena chali.

प्रभु लंका पर डेरा डाले, जब महासागर पार होकब हो सफल अभियान हमारा, कब सपना साकार होपाप अनीति मिटे धरती से, धर्मं की जाया जाया कार होकब हो विजयी राम हमारे, कब रावण की हार होकब रावण की हार होराम जी से आस है ..........राम पे विश्वास है .......राम जी से आस है, राम पे विश्वास हैराम जी करेंगे भली, राम जी करेंगे भलीश्री रामजी की सेना चली, रामजी की सेना चली.हर हर महादेव, हर हर महादेवजाया भवानी, जाया भवानी, जाया भवानी

Prabhu Lanka par dera daale, jab mahasaagar paar hoKab ho saphal abhiyaan hamaara, kab sapna saakaar hoPaap aneeti mite dharati se, dharma ki jaya jaya kaar hoKab ho vijayi Raam hamaare, kab Raavan ki haar hoKab Raavan ki haar hoRaam ji se aas hai ..........Raam pe vishwas hai .......Raam ji se aas hai, Raam pe vishwas haiRaam ji karenge bhali, Raam ji karenge bhaliShri Raamji ki sena chali, Raamji ki sena chali.Har Har Mahaadev, Har Har MahaadevJaya Bhavaani, Jaya Bhavaani, Jaya Bhavaani

Spotted a mistake in these lyrics? Suggest a correction